this video is dedicated to all my coll. frndz..... specially logbagh, nae logbagh, antique logbagh, ajeeb loghbag, my gf ashish n his bf arpit.......... miss u all........... bas ek bar wapas lautne ka man karta hai ................. Aaj har wo baat yaad aati hai............... kuch buri batein jo ab acchi lagti hain ................ kuch batein jo kal ki hi batein lagti hain ................ abki baar class attend karne ka man karta hai ................ Dopahar ki class mein aakhen band karne ka man karta hai.............. arpit ashish ke hostel ke chat ke wo din yaad aate hai ................ exam ke time pe wo canteen ki hasi mazak bahut pyari lagti hai ................ tab ki bekar lagne wali photo's chehre pe hasi laati hai ............... Apni galtiyon pe tumse daat khana yaad aata hai. ................ Par tumhari galti dekhne ka man karta hai................ Aaj tum bahut yaad aate ho...............fir waise hi subah uthne ka man karta hai................bas ek bar wapas lautne ka man karta hai................bas ek bar aur ...............wapas lautne ka man karta hai
Feature Videos
Description of "yaad aaenge wo pal"

Video providers : , and this video is stored with all copyright by