Aishwarya Thoda Sa Pagla
Song from Aur Pyaar Ho GayaLyrics:Luk-chup ke main ghoomi gali galiKahin mila nahin mera piyaKhil khil ke hans di kali kaliPar khila nahin mera jiyaMeri itni kahaani, meri hai yeh pareshaaniKabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diyaDhoond rahi hoon main aisa deewanaThoda sa pagla, thoda siyaana - 2Luk-chup ke main ghoomi gali galiKahin mila nahin mera piyaKhil khil ke hans di kali kaliPar khila nahin mera jiyaMeri itni kahaani, meri hai yeh pareshaaniKabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diyaDhoond rahi hoon main aisa deewanaThoda sa pagla, thoda siyaana - 2Haan, mujhse kare voh aake pyaari pyaari baateinChehre ko chaand keh de, zulfon ko raateinMilne voh jo aaye, bole haaye, meri jaanaDil mein tadapte hai tere hi armaanMain tera deewana hoon, tu jo maange jaan bhi doon - 2Bigdoon to karde shooru haqlaanaThoda sa pagla, thoda siyaana - 2Luk-chup ke main ghoomi gali galiKahin mila nahin mera piyaKhil khil ke hans di kali kaliPar khila nahin mera jiyaMeri itni kahaani, meri hai yeh pareshaaniKabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diyaDhoond rahi hoon main aisa deewanaThoda sa pagla, thoda siyaana - 2Haan, kabhi laake de voh guthka mujhe Bhopal kaKabhi leke aaye lehnga voh Nainitaal kaBareli voh jaaye to voh laaye surmeidaaniLucknow se le aaye kurta kaamdaaniBanaras agar jaaye, sari leke hi aaye - 2Poochhe Dehli se hai kya mangwaanaThoda sa pagla, thoda siyaana - 2Luk-chup ke main ghoomi gali galiKahin mila nahin mera piyaKhil khil ke hans di kali kaliPar khila nahin mera jiyaMeri itni kahaani, meri hai yeh pareshaaniKabhi aaye, koi aaye, koi bole maine dil diyaDhoond rahi hoon main aisa deewanaThoda sa pagla, thoda siyaana - 2